Jangalaat ko jalaa kar ham dhuwaan uraa rahay hain.
kashmiriyon k khoon say ham holi manaa rahay hain.
6 saal k bachay k badlay rupiye 600 bacha rahay hain.
Bas is sab main ham be-shaq insaan ki fitrat dikha rahay hain.
Phir puchtay ho k "tumhara pathar ka hai kyun dil?"
No comments:
Post a Comment